play youtube video
Sanwali Saloni
Vital Signs
Sanwali Saloni video

VITAL SIGNS


Sanwali Saloni Lyrics

Sanwali saloni si mehbooba
Teri churiyan sharang kar ke
Jaane kesi aas dilaye
Haye haye karein sab larkay

Sanwali saloni si mehbooba
Teri churiyan sharang kar ke
Jaane kesi aas dilaye
Haye haye karein sab larkay

Amreeka ke na Japan ke
Amreeka ke na Japan ke
Hum toh hain deewane multan ke
Jaamni hont sarayeki bolay
Aur kaano main ras tapkay
Sanwali saloni si mehbooba
Teri churiyan sharang kar ke
Dil aya hai jab se shaam pay
Dil aya hai jab se shaam pay
Hum bethain hain bas araam se
Subah suhaani raat nasheeli
Kya karengay pasand karkay
Sanwali saloni si mehbooba
Teri churiyan sharang kar ke
Teri nazuk kalayi sanwali
Teri nazuk kalayi sanwali
Jis din se hai hum ne thaam li
Jitne thay tere chahne walay
Ab jeetay hain mar mar ke
Sanwali saloni si mehbooba
Teri churiyan sharang kar ke

Watch Vital Signs Sanwali Saloni video
Hottest Lyrics with Videos
a15ef909059ee61c77f4043856a4a342

check amazon for Sanwali Saloni mp3 download
these lyrics are submitted by gsba3
Songwriter(s): Shoaib Mansoor
Record Label(s): 1979 EMI (Pakistan) Ltd
Official lyrics by

Rate Sanwali Saloni by Vital Signs (current rating: N/A)
12345678910
Meaning to "Sanwali Saloni" song lyrics
captcha
Characters count : / 50
Latest Posts