Bulbule saans ke.
Saans ke doobte tairte.
Dhunde kinaara.
Bulbule waqt ke.
Waqt ke lamho ki aankh se.
Kar de ishara.Nazro se chooki taakeedein.
Dhundli padi hain ummeedein. Aaaahh.
Nazro se chooki taakeedein.
Dhundli padi hain ummeedein.
Ohohooo.
Bebasi.
Kaisi bebasi.
Bebas kyoon hai yeh zindagi.
Ohohooo... Jab raaste mile,, chalne ke liye
Bhavar pe,, paanv pad gaye.
Kuchh baarishein giri.
Pedo pe is tarah.
Shakh se,, patte jhad gaye.
Kismat ki hain yeh hawaayein.
Tinko sa humko udaayein.
Ohohooo.
Nazro se chooki taakeedein.
Dhundli padi hain ummeedein. Ohohooo.
Bebasi.
Kaisi bebasi.
Bebas kyoon hai yeh zindagi.
Ohohooho.Lahron pe hi kahin
Nazre talaashtein kahi.
Shayad koi, zameen mile.
Doobe hue zara, sooraj ki aanch se.
Halki si, roshni mile.
Pathra gayi hai yeh aankhein
Bas aasmaan pe nigaahein.
Aaaahh.
Nazro se chooki taakeedein.
Dhundli padi hain ummeedein.
Ohohooo.
Bebasi.
Kaisi bebasi.
Bebas kyoon hai yeh zindagi.
Ohohooo...