Kabhi lade-lade se thay, kabhi ade ade se thay
Kabhi bhide bhide se thay, bas yunhi jud gaye
Thode thode se meethe hain, thode-thode se khatte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Yeh to murgiyon ke chooze se, sang ek dooje ke
Idhar-udhar titar-bitar dodte phirein
Yeh to holi ke rang hain, alag hain par sang hain
Chehre pe chalke to sab lage ek se
Kahin gaalon pe laali hai, kahin jab khaali hai
Farq in mein hain bade, inhain farq na paray
Thode-thode se meethe hain, thode-thode se khatte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
chatte batte hain...
Yeh jalebiyon ke tukre hain, chaashni se ubhre hain
Tedhe-medhe garma-garam, par meethe bhi hain
Yeh to hawa ke jhonke hain, kab mutthi mein band hote hain
Marzi jidhar udhar munh kar udhar sarson bahain
Kahin mummy ki thapki hai, kahin kaanton pe jhapki hai
Hai manzilein juda, par raah ek hai
Thode-thode se meethe hain, thode-thode se khatte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Ab ek hi thaali ke chatte batte hain
Chatte batte hain...
Chatte batte hain...