Mawali
Jo gunde the katputli, dikhave ke ab mantri
Bhashanose butti public aapusomai ladti
Masumoko dhamki hai ailaan karke jang ki
Jo bande bhed bhagaye hue kedkhano mai bundhi
Ab insaaf kisse mangege aam?
Kitne din sach se bhagoge aap?
Socho yeh kabhi tak chalega
Saocho bhale ka! Humai khudane q bheja
Aur q insaan ladre paake subse billa bheja?
Aur kisne baate mulk unhe baate hatyaar kisne?
Uhe chalate murkh. Tu dalega inzaam kispe?
Neta ke brashtachaar, badane sath dete
Vyapari, sarkaar aatangwaad ke saaf rishte
Saboot do pal mai mitte, gawa paiso se bikte
Awaz uthatejo mare bawal honese pehele
Par wona maar sake humai, unki awkaat kya hai
Shareer ki aant per aanunt meri aatma hai
[Chorus]
Roneka gaya wakt, awaj hai tera haq
Etihaas se sabak jang mai na baha tu rakth
Saurabh 100RBH
To mere Khayal Se Ab Aaya Waqt
Dene Sabak Jo Logon Me Farak
Hai Karate Jati See To Tod Jati Ke Ye Narak
Bedhadak Ha Bhid Tu, Na Girl Tu Ho Tu Sakht
Uthale Kranti Ki Mashal Bin Bahaye Rakt
Vigyan Ka Ye Yug Jo Socha Banata Hubahub
Hai Fir Bhi Chalata Bhalata Jatiwad Ka Swarup
Garaj Hai Naujawan Par Gyan See Anath Youth
Padhai Vyarth Teri Tu Degree Wala Bewakuf
Bhadak Ke Ladhate Dange Aapaso Me Kyu Ye Socho
Khuda Hai Ek Khudaki Soch See Use Na Bato
Vajah Kya Ladhane Ki Toh pahele Usaka Satya Khojo
Par Tum To Mare Insan Pooje Pattharon Ko
Aabhi Ye Roko, Kar Deal Tu Iman Se
Mil Jara Tu Khud Me Chupe Hue Bhagwan See
Sikha Hu Mai Ye Sab Gita, Quran, Baibal Se
Sikhate Sab Insaniyat. Kyu Ho, Tumhare Khayal See...?
[Chorus]
Roneka gaya wakt, awaj hai tera haq
Etihaas se sabak jang mai na baha tu rakth