dushmani me dosti ka silsila rahne diya
dushmani me dosti ka silsila rahne diya
uske sare khat jalaye or pata rahne diya
badh raha hai badh raha hai
dard gam usko bula dene ke baad
badh raha hai
dard gam usko bula dene ke baad
yad uski or aai khat jala dene ke bad
dard gam usko bula dene ke bad
dard gam usko bula dene ke bad
kyo mere hamraj tune
dil ki halat puch li
dil ki halat puch li
bichad ke tujhse na milna
to ek bahana tha
bichad ke tujhse na milna
to ek bahana tha
mujhe to sirf tera wada aazmana tha
kyo mere hamraj tune
dil ki halat puch li
kyo mere hamraj tune
dil ki halat puch li
tujhko bhi rona pada
tujhko bhi rona pada
mujhko rula dene ke bad
badh raha hai dard o gum
usko bhula dene ke bad
badh raha hai dard o gum
usko bhula dene ke bad
rakh me kya dhundte
chingariya bhi bujh gayi
chingariya bhi bujh gayi
ujala mangne aaya tha
roshni ki bikh
ujala mangne aaya tha
roshni ki bikh
hum apna ghar na jalate
to aur kya karte
rakh me kya dhundte
chingariya bhi bujh gayi
rakh me kya dhundte
chingariya bhi bujh gayi
hosh me aaye bhi hum
ho hosh me aaye bhi hum
to ghar jala dene ke bad
badh raha hai dard o gum
usko bhula dene ke bad
badh raha hai dard o gum
usko bhula dene ke bad
haye ab us bewafa ne
bewafai chod di
bewafai chod di
chirag tej hawa me jala gaya koi
chirag tej hawa me jala gaya koi
hamari kabar pe aasu baha gaya koi
haye ab us bewafa ne
bewafai chod di
haye ab us bewafa ne
bewafai chod di
kabar pe aaya hai wo
kabar pe aaya hai wo
mujhko mita dene ke bad
badh raha hai dard o gum
usko bhula dene ke bad
badh raha hai dard o gum
usko bhula dene ke bad
yaad uski aur aayi
ho yaad uski aur aayi
khat jala dene ke baad
badh raha hai dardo gum
usko bhula dene ke bad
badh raha hai dardo gum
usko bhula dene ke bad