Ik bewafa ke jakhmo par,
marham lagane hum gaye,
Ik bewafa ke jakhmo par,
marham lagane hum gaye,
Marham ki kasam,
marham na laga,
marham ki jagah,
mar hum gaye...
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna...
Dil ne teri pooja ki dil ne tujhko rab mana,
Dil ki yeh nadani thi jo dillagi ko na jaana...
na to majboori hai,
na to majboori hai koi,
na koi lachari hai,
na to majboori hai koi,
na koi lachari hai,
Bewafai teri Paidaishi,
beemari hai...
Dil ne teri pooja ki dil ne tujhko rab mana,
Dil ki yeh nadani thi jo dillagi ko na jaana...
jab chot lagi to yeh jaana
Jhootha tha har afsana...
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna...
Na kisi ka ab aankhen dekhengi koi sapna,
na kisi harjai ko hum kahenge ab apna
Ye dekhna hai,
Ye dekhna hai,
kahani kahan badalti hai,
Ye dekhna haikahani kahan badalti hai,
abhi talak to wohi bewafai karta hai
Na kisi ka ab aankhen dekhengi koi sapna,
na kisi harjai ko hum kahenge ab apna.
kya apna kya begaana,
sab ko humne pehchana,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna,
ja bewafa ja humein pyar nahi karna...