play youtube video
Ankahee
Amitabh Bhattacharya
Manmarziyan Pungi Gubbare
Amitabh Bhattacharya wikiAnkahee video

AMITABH BHATTACHARYA


Ankahee Lyrics

Kya kabhi savera. ha ha
Laata hai andhera. ha ha
Sookhi siyahi
Deti hai gawaahi
Sadiyon puraani
Aisi ik kahaani
Reh gayi, reh gayi
Ankahee.
Ankahee.

Kya kabhi savera. ha ha
Laata hai andhera. ha ha
Sookhi siyahi
Deti hai gawaahi
Sadiyon puraani
Aisi ik kahaani
Reh gayi, reh gayi
Ankahee.
Ankahee.

Kya kabhi, bahaar bhi, peshgi laati hai
Aane wale patjhar ki.
O. baarishein naaraazagi bhi jataa jaati hain
Kabhi kabhi ambar ki.

Patte jo shaakhon se toote
Bewajah toh nahin roothe, hain sabhi.

Khwabon ka jharokha. ha ha
Sach tha ya dhokha. ha ha
Maatha sehla ke
Nindiya churaai
Sadiyon puraani
Aisi ik kahaani
Reh gayi, reh gayi
Ankahee.
O Ankahee.

Watch Amitabh Bhattacharya Ankahee video
Hottest Lyrics with Videos
75e3781d06ef538b1d60e7260939e134

check amazon for Ankahee mp3 download
these lyrics are submitted by musixm

Official lyrics by

Rate Ankahee by Amitabh Bhattacharya (current rating: 6.90)
12345678910
Meaning to "Ankahee" song lyrics
captcha
Characters count : / 50
Latest Posts